% \startsong \stitle{jaane ham sa.Dak ke logo.n se mahalo.n vaale}% \film{Aashaa}% \year{1980}% \starring{Jeetendra, Reena Roy, Rameshwari}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11295 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ( jaane ham sa.Dak ke logo.n se ) \-2 mahalo.n vaale kyo.n jalate hai.n \-2 ye uu.Nche mahalo.n vaale bhii in sa.Dako.n par hii chalate hai.n jaane ham sa.Dak ke \threedots ( Gumanaam hai.n ham mashahuur hai.n vo ) \-2 is baat pe kyo.n maGaruur hai.n vo hamane unako ye naam diyaa jis naam pe aap machalate hai.n jaane ham sa.Dak ke \threedots ye ha.Nsate hai.n lekin dil me.n ye gaate hai.n par mahafil me.n \-2 hamame.n iname.n hai farq ba.Daa ham jiite hai.n ye palate hai.n jaane ham sa.Dak ke \threedots achchhe ke bure ( ham kaise hai.n ) \-2 jii ham kaise hai.n ham jaise the ham vaise hai.n ( insaan nahii.n vo mausam hai.n ) \-2 jo vaqt ke saath badalate hai.n jaane ham sa.Dak ke \threedots % #endindian \endsong