% \startsong \stitle{kajaraa lagaa ke gajaraa sajaa ke bijurii giraa ke}% \film{Apnaa Desh}% \year{1972}% \starring{Rajesh Khanna, Mumtaz}% \singer{Kishore, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11537 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ki \: kajaraa lagaa ke gajaraa sajaa ke bijurii giraa ke ja_iyo naa la \: nain milaa ke chain churaa ke ni.ndiyaa u.Daa ke ja_iyo naa ki \: mukha.Daa na dekho darpaN me.n jhaa.Nko zaraa mere man me.n aise jiyaa pe chhaa_ii ho jaise ghaTaa_e.N saavan me.n raat aur din tumhare bin man me.n aur kaun hai ab zid chho.Do na aage\-aage dau.Do dil naa meraa to.Do ghu.NghaTaa giraa ke mukha.Daa chhipaa ke bijurii giraa ke ja_iyo naa la \: nain milaa ke \threedots chho.Do merii ho o zulmii chho.Do merii kalaa_ii ko sun lo merii duhaa_ii ko kyo.n chhe.Date ho raste me.n la.Dakii kisii paraa_ii ko meraa naam ho badanaam jo ko_ii dekh le chalo haTo jaa_o jiyaa na dha.Dakaa_o dekho baaj aa_o apanaa banaa ke sapanaa dikhaa ke ni.ndiyaa u.Daa ke ja_iyo naa ki \: kajaraa lagaa ke \threedots % #endindian \endsong