% \startsong \stitle{ham\-tum ye bahaar dekho ra.ng laayaa pyaar}% \film{Ambar}% \year{1952}% \starring{Nargis, Raj Kapoor, Agha, Vipin Gupta, Ramesh Sinha, Cukoo, Helen}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Gulam Mohammad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10198 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ra \: ( ham\-tum ye bahaar dekho ra.ng laayaa pyaar barasaat ke mahiine me.n la \: rimajhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ik aag liye siine me.n ) \-2 do \: ho ra \: ho la \: ho ra \: ( terii zulfo.n kii ye ra.ngat hai jo baadal banake chhaa_ii hai ) \-2 jo baadal banake chhaa_ii hai la \: terii aa.Nkho.n kii ye mastii hai jo saawan banake aa_ii hai ra \: meraa dam jab tak rahe pyaar kii chamak mere dil ke nagiine me.n ham\-tum yah bahaar \threedots la \: rimajhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ik aag liye siine me.n la \: o ra \: o la \: ( duniyaa ko hamaarii ho na Kabar aa.Nkho.n me.n ishaare ho jaaye.N ) \-2 aa.Nkho.n me.n ishaare ho jaaye.N ra \: ulafat bhii chale aisaa jaaduu dushman bhii hamaare ho jaaye.N la \: Gam dil se ho duur naa ho ko_ii majabuur phir aaye mazaa jiine me.n do \: rimajhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ik aag liye siine me.n ham\-tum ye bahaar dekho ra.ng laayaa pyaar barasaat ke mahiine me.n rimajhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ik aag liye siine me.n ho ho % #endindian \endsong