% \startsong \stitle{insaaf kaa mandir hai ye bhagavaan kaa ghar hai}% \film{Amar}% \year{1954}% \starring{Dilip Kumar, Madhubala, Nimmi}% \singer{Rafi}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10605 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % insaaf kaa mandir hai ye bhagavaan kaa ghar hai \-2 kahanaa hai jo kah de tujhe kis baat kaa Dar hai insaaf kaa mandir hai \threedots hai khoT tere man me.n jo bhagavaan se hai duur \-2 hai paa.Nv tere phir bhii tuu aane se hai majabuur \-2 himmat hai to aajaa ye bhalaa_ii kii Dagar hai insaaf kaa mandir hai \threedots dukh de ke na dukhiyo.n se jo insaaf karegaa bhagavaan bhii usako na kabhii maaf karegaa ( ye soch le ) \-2 har baat kii daataa ko Kabar hai \-2 insaaf kaa mandir hai \threedots maayuus na ho haar ke taqadiir kii baazii pyaaraa hai vo Gam jisame.n ho bhagavaan bhii raazii ( dukh dard mile ) \-2 jisame.n vahii pyaar amar rahe \-2 insaaf kaa mandir hai \threedots % #endindian \endsong