% \startsong \stitle{ham dono.n do premii duniyaa chho.D chale}% \film{Ajnabi}% \year{1974}% \starring{Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Yogita Bali}% \singer{Kishor, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10744 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ki \: ham dono.n do premii duniyaa chho.D chale jiivan kii ham saarii rasme.n to.D chale ko \: ai baabuu kahaa.N ja_ibo re la \: ham dono.n do premii duniyaa chho.D chale ki \: jiivan kii ham saarii rasme.n to.D chale \-2 la \: ho baabul kii aa_e mohe yaad jaane kyaa ho ab isake baad do \: ham dono.n do premii \threedots ki \: ( jaanaa kahaa.N hai bataa us shahar kaa naam la \: le chal jahaa.N terii marzii ye teraa hai kaam \-2 ki \: mujhape hai itanaa aitabaar la \: maine kiyaa hai tujhase pyaar la \: ham dono.n do premii \threedots ki \: jiivan kii ham saarii \threedots ki \: he kyaa soch rahii ho la \: huu.N mai.n ki \: haa.N\-haa.N la \: kuchh bhii to nahii.n ki \: bolo naa kuchh to la \: ( aisaa naa ho tuu kabhii chho.D de meraa saath ki \: phir na kabhii kahanaa dil to.Dane vaalii baat \-2 la \: ho maine to kii thii dillagii ki \: achchhaa maine bhii kii thii dillagii do \: ham dono.n do premii \threedots % #endindian \endsong