% \startsong \stitle{badaraa chhaa_e ki jhuule ... ki aayaa saavan ho jhuum ke}% \film{Aya Sawan Jhoom Ke}% \year{1969}% \starring{Dharmendra, Asha Parekh, Aruna Irani}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11097 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: badaraa ho badaraa chhaa_e ki jhuule pa.D ga_e haay ki mele lag ga_e mach ga_ii dhuum re ki aayaa saavan ho jhuum ke la \: badaraa ho badaraa chhaa_e ki jhuume parvat haay re kajaraarii badariyaa ko chuum re ki aayaa saavan ho jhuum ke ki aayaa saavan jhuum ke kaahe saamane sabake baalamavaa tuu chhe.De jaalamavaa ra \: kaahe phe.nke nazar kii Dorii tuu luk\-chhup ke gorii la \: kajaraa ho kajaraa haay re bairii bikharaa jaa_e re meraa kajaraa ki mach ga_ii dhuum re ki aayaa saavan jhuum \threedots ra \: jaane kisako kisakii yaad aa_ii ke chalii puravaa_ii la \: jaane kis birahan kaa man tarasaa ke paanii barasaa ra \: ka.nganaa ho ka.nganaa laa_e ki ghar lauT ke aa_e paradesii bidesavaa se ghuum ke ki aayaa saavan \threedots la \: tere sehare kii hai.n ye la.Diyaa.N ki saavan kii jha.Diyaa.N ra \: ye hai.n mast ghaTaa_o.N kii Tolii ki terii hai Dolii la \: dha.Dakaa jaa_e dha.Dakaa jaa_e re meraa manavaa haay saajanavaa ki mach ga_ii dhuum re ko \: ki aayaa saavan \threedots % #endindian \endsong