% \startsong \stitle{mai.n raahii a.njaan raaho.n kaa o yaaro.n meraa naam anajaanaa}% \film{Aya Sawan Jhoom Ke}% \year{1969}% \starring{Dharmendra, Asha Parekh, Aruna Irani}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11096 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: saathiyaa nahii.n jaanaa ke jii naa lage mausam hai suhaanaa ke jii naa lage saathiyaa nahii.n jaanaa \threedots la \: saathiyaa maine maanaa ke jii naa lage jii ko thaa samajhaanaa ke jii naa lage ra \: saathiyaa nahii.n jaanaa \threedots la \: mere achchhe baalamaa chho.Do aaj ba_iiyaa.N vo jhuuThaa jo sa_iyaa.N kal aa_e naa ra \: jaake phir aa_ogii aake phir jaa_ogii aane\-jaane me.n javaanii Dhal jaa_e naa ho chho.Do aanaa jaanaa ke jii naa lage saathiyaa nahii.n jaanaa \threedots jii kaa buraa haal hai jab se jii lagaayaa tujhe jii me.n basaayaa tere ho li_e la \: jii kaa thaa Kyaal to kaahe jii lagaayaa mujhe jii me.n basaayaa ai jii boli_e ra \: ho ab kaahe pachhataanaa ke jii naa lage la \: saathiyaa maine maanaa \threedots jaane kii to baalamaa marzii nahii.n merii Dar lagataa hai bairii jagavaalo.n se ra \: oy chhaDDo vii naa soNiyo.n jag se Darate ho jag Kud Darataa hai dilavaalo.n se la \: o ho chho.Do ye bahaanaa ra \: ke jii naa lage do \: saathiyaa nahii.n jaanaa \threedots % #endindian \endsong