% \startsong \stitle{paas nahii.n aanaa bhuul nahii.n jaanaa}% \film{Aap Ki Qasam}% \year{1974}% \starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Sanjiv Kumar}% \singer{Kishor, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10742 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % la \: paas nahii.n aanaa bhuul nahii.n jaanaa tumako sauga.ndh hai ki aaj mohabbat ba.nd hai paas nahii.n aanaa \threedots ki \: pahale to aag bha.Dakaatii hai phir dil kii pyaas tuu bujhaatii hai terii yahii adaa to mujhako pasa.nd hai la \: achchhaa ki \: haa.N\-haa.N la \: magar aaj mohabbat ba.nd hai \threedots la \: kitanaa mazaa hai aise jiine me.n dhak\-dhak bhii hotii nahii.n siine me.n ko_ii bechainii nahii.n kitanaa aana.nd hai ki aaj mohabbat ba.nd hai \threedots ki \: mat chhe.D apane diivaane ko rahane de tuu is bahaane ko ho.nTho.n pe naa hai magar dil to razaama.nd hai la \: razaama.nd hai magar aaj mohabbat ba.nd hai \threedots % #endindian \endsong