% \startsong \stitle{koyal kyo.n gaa_e ... baaG se jab patajha.D jaa_e re}% \film{Aap Aaye Bahaar Aayee}% \year{1971}% \starring{Rajendra Kumar, Sadhana}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11164 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: koyal kyo.n gaa_e \-8 la \: baaG se jab patajha.D jaa_e re bahaar chalii aa_e man mast pavan dha.Dakaa_e ki ambu_aa pe koyal gaa_e la \: baadal kyo.n chhaa_e \-4 ra \: birahaa ke jab giit ko_ii gaa_e re to aag lag jaa_e rimajhim paanii barasaa_e ki aakaash pe baadal chhaa_e ( hiranii sii aa.Nkh terii ) \-3 moranii sii chaal aa tujhase puuchhuu.N mai.n ik chhoTaa saa savaal baaje kyuu.n ghu.Ngharuu \-2 la \: paa.Nv me.n jab kaa.NTaa lag jaa_e maare dard ke haay jab raat me.n nii.nd na aa_e to chham\-chham baaje ghu.Ngharuu ( niile gagan pe aa_ii ) \-2 chaa.Nd kii baaraat aa tujhase puuchhuu.N mai.n ik chhoTaa sii ye baat manavaa kyuu.N Dole \-2 ra \: nadiyaa me.n jab naav khaa_e hichakole chorii\-chorii haule\-haule jab saajan ghuu.NghaT khole to gorii kaa manavaa Dole la \: ( ittaa Gumaan dekho\-dekho ) \-3 hotaa hai Karaab abake sambhal ke denaa o raajaa mujhe denaa javaab jhumakaa kyo.n jhuume.n \-2 ra \: ittii sii baat na jaane sab tere hai.n diivaane jhumakaa jhuumane ke bahaane teraa phuul saa mujha.Daa chuume aap aa_e bahaar \threedots ##boys## \: koyal kyo.n gaa_e ##girls## \: baadal kyo.n chhaa_e ##boys## \: koyal kyo.n ra \: gaa_e ##girls## \: baadal kyo.n la \: chhaa_e % #endindian \endsong