% \startsong \stitle{har cheharaa yahaa.N chaa.Nd to har zarraa sitaaraa}% \film{Aabroo}% \year{1968}% \starring{Ashok Kumar, Vimmi, Deepak Kumar, Rahman, Shashikala, Jivan}% \singer{Rafi}% \music{Sonik Omi}% \lyrics{G S Rawal}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10374 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % har cheharaa yahaa.N chaa.Nd to har zarraa sitaaraa ye vaadii\-e\-kashmiir hai ( jannat kaa nazaaraa ) \-2 har cheharaa yahaa.N \threedots ha.Nsatii hai.n jo kaliyaa.N to hasii.n phuul hai.n khilate hai.n log yahaa.N jaise utar aa_e farishte har dil se nikalatii hai yahaa.N pyaar kii dhaaraa ye vaadii\-e\-kashmiir \threedots ye choTiyaa.N barafo.n kii hai.n aazaadii kaa paracham ha.Nsatii hai Gulaamii pe ye inasaan kii haradam detii hai aakaash ko baa.Nho.n kaa sahaaraa ye vaadii\-e\-kashmiir \threedots din\-raat havaa saaj bajaatii hai suhaane nadiyo.n ke labo.n par hai.n muhabbat ke taraane mastii me.n hai Duubaa hu_aa behosh kinaaraa ye vaadii\-e\-kashmiir \threedots ye jalavaa\-e\-ra.ngii.n hai kisii Kvaab kii taabiir yaa phuulo.n me.n baiThii hu_ii dulhan kii hai tasviir yaa tham gayaa chalataa hu_aa pariyo.n kaa shikaaraa ye vaadii\-e\-kashmiir \threedots % #endindian \endsong