% \startsong \stitle{baabul bhii ro_e beTii bhii ro_e maa.N ke kaleje ke Tuka.De ho.ne}% \film{Ameeree Ghareebee}% \year{1990}% \starring{Jeetendra, Rishi, Raj Babbar, Rekha, Poonam, Neelam, Pran, Shakti}% \singer{Kavita Subramaniam}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % baabul bhii ro_e beTii bhii ro_e maa.N ke kaleje ke Tuka.De ho.ne kaisii anahonii vo riit nibhaa_ii ko_ii janm de ko_ii le jaa_e baabul bhii ro_e \threedots hamane laa.Do.n se jisako paalaa aaj usii ko ghar se nikaalaa ham kyaa chiiz hai.n raaje mahaaraaje beTii ko ghar me.n rakh naa paa_e baabul bhii ro_e \threedots piichhe rah gayaa pyaar puraanaa aage jiivan path anjaanaa saath du_aa_e.n le jaa sabakii aur to ko_ii saath na aa_e baabul bhii ro_e \threedots bhaa_ii bahan kii bichha.Dii jo.Dii rah ga_ii.n dil me.n yaade.n tho.Dii jaane ye taqadiir nigo.Dii phir kab bichhu.Dii priit milaa_e baabul bhii ro_e \threedots ye haatho.n kii chand lakiire.n iname.n likhii.n sabakii taqadiire.n kaagaz ho to phaa.D ke phe.nkuu.n us kaa likhaa kaun miTaa_e baabul bhii ro_e \threedots % #endindian \endsong