% \startsong \stitle{chorii se chhup chhupaa ke ... mujhe aaj kuchh na kahanaa}% \film{Akelaa}% \year{1991}% \starring{Amitabh, Amrita, Jackie, Meenakshi, Aditya, Kiran Juneja, Shashi Kapoor}% \singer{Alka Yagnik}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % chorii se chhup chhupaa ke aayaa thaa mai.n lagaa ke phir paan bhii chabaayaa phir itar bhii lagaayaa tho.Daa sambhal sambhal ke aayaa mai.n siidhaa chal ke par la.Dakha.Daa gayaa mai.n merii chorii paka.Dii ga_ii naa mujhe aaj kuchh na kahanaa meraa dil Thikaane ha_ii naa murge se bolii murgii tote se bolii ma_iinaa unakaa mazaak Thaharaa merii jaan ga_iinaa mujhe aaj kuchh na kaha_iinaa meraa dil Thikaane ha_iinaa mastiyaa.n aur ba.Dhe.n aur nashaa chhaaye jhuum uThe meraa dil paas jo tuu aa_e ab tujhako dekhataa huu.N mai.n dil me.n sochataa huu.N kitanii hasiin hai tuu la.Dakii hai yaa hai jaaduu hai goraa goraa mukha.Daa ye kaale kaale nainaa mujhe aaj kuchh na kaha_iinaa \threedots ab tak huu.N mai.n ku.nvaaraa mushkil hai ab guzaaraa ma.nDap sajaa hu_aa hai baajaa bhii baj rahaa hai chaahe to saath mere le le tuu saat phere naa naa achchhaa huu.N mai.n akelaa shaadii to hai jhamelaa din raat kii salaamii biivii kii hai gulaamii rote achchhe achchhe mujhako to totaa ban ke pi.njare me.n na_iiyo rahanaa mujhe aaj kuchh na kaha_iinaa \threedots pyaar par qaid hai na dil pe ko_ii pahare duulhaa dulhan ke hai.n phuulo.n kii tarah chehare ye raanii aur vo raajaa guu.njaa khushii kaa baajaa jaarii hai jashn\-e\-shaadii baakii hai raat aadhii naachuu.ngaa gaa_uu.ngaa re mai.n aaj saarii ra_iinaa mujhe aaj kuchh na kaha_iinaa \threedots % #endindian \endsong