% \startsong \stitle{chaa.Nd saa cheharaa jhiil sii aa.Nkhe.n ... aasamaa.n me.n is jahaa.n me.n}% \film{Ajay}% \year{1996}% \starring{Sunny, Karisma, Suresh Oberoi, Farida Jalal, Reena Roy, Mohnish}% \singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % chaa.Nd saa cheharaa jhiil sii aa.Nkhe.n reshamii zulfe.n dekh rahaa huu.N aapakaa ha.Nsanaa aapakaa chalanaa ra.ng badalanaa dekh rahaa huu.N aasamaa.n me.n is jahaa.n me.n aap jaisaa ko_ii nahii.n hai aasamaa.n me.n is jahaa.n me.n \threedots tum to fizaa_o.n me.n baadal u.Daa_o aa_e.n bahaaro.n ke din bal khaa ke guzaro tum to fizaa me.n aa_e.n nazaaro.n ke din haa.N mausam kahuu.n yaa khushbuu kahuu.n mastii kahuu.n yaa jaaduu kahuu.n aapakaa aanaa aapakaa jaanaa dil churaanaa dekh rahaa huu.N aasamaa.n me.n is jahaa.n me.n \threedots tum ho nazar kii pahalii tamannaa tumako nahii.n hai pataa hai ho chaaho jise tum aashiq banaa lo aisii tumhaarii adaa hai paagal hu_aa mai.n jaan\-e\-vafaa ghaayal hu_aa mai.n pahalii dafaa aapakii paayal aapakaa kaajal uf ye aa.nchal dekh rahaa huu.N aasamaa.n me.n is jahaa.n me.n \threedots % #endindian \endsong