% \startsong \stitle{siine me.n dil hai dil me.n sanam aur sanam me.n jaan merii}% \film{Agnipath}% \year{1990}% \starring{Amitabh, Madhavi, Mithun, Neelam, Rohini Hattangadi, Danny, Aloknath}% \singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % siine me.n dil hai dil me.n sanam aur sanam me.n jaan merii ishq hai dha.Dakan ishq hai saajan ishq hai pahachaan merii palo.n kii judaa_ii ham naa sahe.nge saath jiye.nge saath mare.nge ik duuje ke binaa ham naa rahe.nge har ek janm me.n vaadaa kare.nge tujh bin kuchh bhii naa chaahuu.n mai.n siine me.n dil hai \threedots aa.Nkh khule to dekhuu.n mai.n tujhako band ho.n aa.Nkhe.n terii chhavi ho har ik ra.ng me.n chhaayaa ho terii us chhaayaa me.n merii zi.ndagii ho saath me.n tuu to ho jaayegii har mushkil aasaa.n merii jisame.n terii khushbuu hogii bas usako phuul kahuu.ngaa jisame.n tuu naa shaamil hogaa us jiivan ko bhuul kahuu.ngii tere sur me.n bas jaa_egii TuuTegii jab taan merii siine me.n dil hai \threedots % #endindian \endsong