% \startsong \stitle{tuune meraa duudh piyaa hai tuu bilkul mere jaisaa hai}% \film{Aakhiri Raastaa}% \year{1986}% \starring{Amitabh Bachchan, Sridevi, Jayaprada}% \singer{S Janaki, Mohammed Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tuune meraa duudh piyaa hai tuu bilkul mere jaisaa hai tujhame.n hai khuun meraa tuu bilkul mere jaisaa hai ( maa.N ke laa.D kii tuu hai kahaanii baap ke pyaar kii tuu hai nishaanii \-2 ham dono.n kaa dhyaan tuu rakhanaa apane ghar kii shaan tuu rakhanaa tuu beTe kaa farz nibhaanaa tujhe maine janm diyaa hai tuu bilkul mere jaisaa hai \-2 apane bachapan kaa hai ye zamaanaa yaad tuu rakhanaa bhuul na jaanaa mere bu.Dhaape kaa tuu hai sahaaraa merii ummiido.n kaa tuu hai sahaaraa mere saare kaam tuu karanaa uu.Nchaa meraa naam tuu karanaa tujhe meraa naam milaa hai tuu bilkul mere jaisaa hai \-2 % #endindian \endsong