% \startsong \stitle{ho ga_ii taiyaar hamaarii ##army##}% \film{Army}% \year{1996}% \starring{Sridevi, Shahrukh, Harish, Mohnish, Sudesh Berry, Ronit, Ravi Krishan}% \singer{Udit Narayan, Chorus}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ho ga_ii taiyaar hamaarii ##army## maanegii na haar hamaarii ##army## hausale baaruudo.n vaale saa.Nso.n me.n hai jvaalaa zi.ndagii ne maaraa hamako maut ne hai paalaa ho ga_ii taiyaar \threedots sar jhukaa_e baiThaa kyo.n bhalaa mere miit muskuraa saaj ko_ii haatho.n me.n uThaa nayaa giit gunagunaa aa.ndhii ko rok le.n tuufaa.n ko mo.D de.n saare jahaan ko ham piichhe chho.D de.n aage hameshaa ba.Dhatii hii jaa_egii Daregii na yaar hamaarii ##army## ho ga_ii taiyaar \threedots jaan se pyaarii hai hame.n ek duusare kii jaan ek duuje ke li_e sadaa ho.nge ham yahaa.n qurbaan aa.Nkho.n me.n khvaab hai.n siine me.n josh hai khushiyo.n kii raat hai ab kisako hosh hai mu.D ke kabhii vaapas na aa_egii jiitegii sau baar hamaarii ##army## ho ga_ii taiyaar \threedots % #endindian \endsong