% \startsong \stitle{dostii karate nahii.n dostii ho jaatii hai}% \film{Aarzoo}% \year{1999}% \starring{Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Madhuri Dixit}% \singer{Alka Yagnik, Chorus}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % dostii karate nahii.n dostii ho jaatii hai dostii ba.Dh jaa_e to aashiqii ban jaatii hai aashiqii ba.Dh jaa_e to bandagii ban jaatii hai ho.nTho.n ke uupar rukatii nahii.n palako.n ke piichhe chhupatii nahii.n lagatii nahii.n ye dil kii lagii lag jaa_e to phir bujhatii nahii.n kaisaa nashaa hai is pyaar kaa dil jisase madahosh ho jaate hai.n kuchh log gaate hai.n jhuumake kuchh log Kaamosh ho jaate hai.n ye Kaamoshii ik din shaayarii ban jaatii hai dostii karate nahii.n \threedots chalate hai.n jaaduu yuu.n pyaar ke sab log hairaan ho jaate hai.n jo pyaar karate hai.n kahate nahii.n chupake se qurbaa.n ho jaate hai.n dil me.n kisii kii rahatii hai yaad ho.nTho.n pe rahataa hai ko_ii naam qurbaan jaa_e.n is pyaar me.n is pyaar ko ham sabakaa salaam pyaar kii pahalii nazar aakharii ban jaatii hai dostii karate nahii.n \threedots pyaar kii ye maut bhii zi.ndagii ban jaatii hai % #endindian \endsong