% \startsong \stitle{kis liye mai.n ne pyaar kiyaa, dil ko yuu.Nhii beqaraar kiyaa}% \film{The Train}% \year{1970}% \starring{Rajesh Khanna, Nanda}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Rizwan Syed (rizwan@earth.sparco.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Sep 7 1995 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % (kis liye mai.n ne pyaar kiyaa dil ko yuu.Nhii beqaraar kiyaa shaam savere terii raah dekhii raat din i.ntazaar kiyaa) \-2 aa.Nkho.n me.n mai.n ne kaajal Daalaa maathe pe bi.ndiyaa lagaa_ii aise me.n tuu aa jaae to kyaa ho, raam duhaa_ii chhup ke mu.nh me.n armaano.n ne lii kaisii a.nga.Daa_ii koii dekhe to kyaa samajhe ho jaae rusvaa_ii mai.n ne kyo.n si.nGaar kiyaa dil ko yuu.N beqaraar kiyaa shaam savere terii raah dekhii raat din i.ntazaar kiyaa, ho\threedots kis liye mai.n ne pyaar kiyaa aaj vo din hai, jisake liye mai.n ta.Dapii banake raadhaa aaj mere man kii bachainii ba.D ga_ii aur zyaadaa pyaar me.n dhokaa na khaa jaae ye man siidhaa\-saadaa aisaa na ho jhuuThaa nikale aaj milan kaa vaadaa mai.n ne kyo.n aitabaar kiyaa (dil ko yuu.Nhii beqaraar kiyaa shaam savere terii raah dekhii raat din i.ntazaar kiyaa, ho\threedots kis liye mai.n ne pyaar kiyaa) \-2 % #endindian \endsong %